8 Matlabi Insaan Shayari Quotes with Images 📸🖼️
Home > Quotes > 8 Matlabi Insaan Shayari Quotes with Images 📸🖼️
Matlabi Insaan Shayari Quotes
1. dushmanon ne kya dushmani ki hai
doston ne bhi kya kami ki hai
दुश्मनों ने जो दुश्मनी की है
दोस्तों ने भी क्या कमी की है


Tags: Attitude Shayari | Alone Shayari | Shayari | Love Quotes in Hindi | Dushman Shayari | 2 Line Shayari | Urdu | Kami Shayari | Matlabi Insaan Shayari |

2. dosti jab kisi se ki jae
dushmanon ki bhi rae li jae


Tags: Friendship Shayari | Love Quotes in Hindi | Dushman Shayari | 2 Line Shayari | Urdu | Matlabi Insaan Shayari |
3. tum takkalluf ko bhi ikhlas samajhte ho 'faraz'
dost hota nahin har haath milaane vaala


Tags: Friendship Shayari | Love Quotes in Hindi | 2 Line Shayari | Urdu | Matlabi Insaan Shayari |
4. mohabbaton mein dikhave ki dosti na mila
agar galey nahin milta to haath bhi na mila
(Hindi)
मोहब्बतों में दिखावे की दोस्ती न मिला
अगर गाली नहीं मिलता तो हाथ भी न मिला
(Urdu)
موہببتوں میں دکھاوے کی دوستی نہ ملا
اگر گلے نہیں ملتا تو ہاتھ بھی نہ ملا


Tags: Attitude Shayari | Friendship Shayari | Love Quotes in Hindi | 2 Line Shayari | Urdu | Matlabi Insaan Shayari |

5. mat kar itna guroor apne aap par 'insaan'
na jaane khuda ne kitne tere jaise bana kar mita diye


Tags: Shayari on Life | Love Quotes in Hindi | Life Quotes in Hindi | Khuda Shayari | 2 Line Shayari | Urdu | Insaan Shayari | Attitude Shayari | Matlabi Insaan Shayari |
6. dushmanon ke saath mere dost bhi azad hai
dekhna hai khinchta hai mujh pe pehla teer kaun
(Sad Friendship shayari status in Hindi)
दुश्मनों के साथ मेरे दोस्त भी आज़ाद है
देखना है खींचता है मुझ पे पहला तीर कौन
(Sad Friendship shayari status in Urdu)
دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہے
دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پی پہلا تیر کون


Tags: Dushman Shayari | Shayari on Life | Urdu | Matlabi Insaan Shayari |

7. Main hairaan hoon kyun hui dosti apni
mujhe kaise gawaara hogai dushmani apni
मैं हैराँ हूँ कि क्यूँ उस से हुई थी दोस्ती अपनी
मुझे कैसे गवारा हो गई थी दुश्मनी अपनी


Tags: Dushman Shayari | Matlabi Insaan Shayari | Friendship Shayari |

8. wo bulandi kis kaam ki janaab
insaan chadey aur insaniyat utar jaaye
- Gulzar


Tags: Attitude Shayari | Bulandi Shayari | Insaan Shayari | Matlabi Insaan Shayari | Shayari |